Nayi jagah aake socha tha sab theek ho jayega, par darr saath hi aa gaya. Sab bolte hain main mature hoon, par sach mein main sirf thak gayi hoon. Itne logon ke beech rehkar bhi main akeli feel karti hoon. Mere parents mujh par itna trust karte hain. Agar unhe sach pata chale toh sab toot jayega. Main hass deti hoon taaki koi mere andar ka weight samajh na paaye. Samajh nahi aa raha kyun post kar rahi hoon, par karna zaroori laga.